Friday, July 18, 2014

Waqt Ne Kiya Kya haseen Sitam



Waqt ne kiya kya hasin sitam
Tum rahe na tum, ham rahe na ham
Qaqt ne kiya......

Beqaraar dil , is tarah mile
Jis tarah kabhi ham juda na the
Tum bhi kho gae, ham bhi kho gae
Ek raah par, chal ke do qadam
Waqt ne kiya......

Jaaenge kahaan poochhata nahin
Chal pade magar raasta nahin
Kya talaash hai, kuchh pata nahin
Ban rahe hain dil khwaab dam-b-dam
Waqt ne kiya......

[When your loved ones feared of your end..]

Sunday, October 30, 2011

Mujhko Meri Sajaa Tu Sunaajaa



Tu Aaja...tu aaja...aa...
Mujhko meri sajaa...tu...sunaaja..

Wo aahein ..haan Wo aansu...
Mere hisse ke mujhko rulaa ja....
Sapne.. tere saare... jinme me....
Rahti....thi...e...e...
Tukde banke mere.. jakhm...
sine me kar gaye...ho...

Maine mere jaana.... kyu..nahi jaana...
Ishq tera... dard tera...ho...o..o... 

Akele... akele...rah gayi bin tere yun...akele...
Me tadpun......yaaa me tarsun....
Ya ..chali aaun me paas tere...

Itni.. tanhaayi hai..zindagi......... kho...gayi....
baatein karne saari.. aa rahi.. hun...tujhse hi...ho..

Maine mere jaana.... abb..hai.. jaana...
Ishq tera... dard tera..haye.. 

Tu jo gaya....aa....haaal ye mera rehta hai...
Dil ye meraaaa...khud se hi tanha... rahta hai....

And i feel too.. lonely yea..
There's a better place from this emptiness...
And i’m tooo lonely yea..
There's a better place from this emptiness.. yei yei yei ya….

Tuesday, January 11, 2011

Dooriyaan

Thodi thodi guzre pakad kabhi taaza si hawayein
Saate saate se yeh rishte apni baah ko filayein
Mera mann, toh bas gungunana chahe
Uska mann, khul ke geet gaana chahe
Muskurayo, main woh khilkhilana chahe
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan

Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori

Zaroori hai yeh dooriyan

Zyada nasdeekyon mein dooriyon ke hote hain ishaare

Hum toh leheron ko chakhna na meethay nahi paani hai yeh khaare
Love kahe, mere paas tum na aana
Door se, accha hai timtamana
Varna adh mein hoga dard-e-jaana
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan

Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori

Zaroori hai yeh dooriyan

Main toh aisi baarish hoon

Jo teen ki chhat pe kud ke barse
Woh kuyar dheemi rut ki baras na paaye
Chhod ke tarse, dono barse
Par sang sang kahan hai, thodi doori se
Zindagi aasan hai, meri duniya aur uska bhi jahan hai
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
http://www.top10bollywood.com/

Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori

Zaroori hai yeh dooriyan, yeh dooriyan
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan

<--- Manish Jain --->
[Lyrics from a song of movie Breakk Ke Baad]


Sunday, January 9, 2011

Jab Tum Meri Koi Nahi !


Mera tumhara' kya rishta hai
kuch bhi nahi
Agar kabhi tum' guzarta dekho
kia tum mujhe' bulao gi
shayad nahi
Agar jo phir hum' kabhi na mile tu
kia tum yaad aao gi' nahi
kyon k tum meri koi nahi
main janta hoon magar
ho jub meri koi nahi
kyon lagti ho mujh ko parai' nahi

Jab bhi mile hum
aisa laga phir' milenge nahi
phir bhi najane kisi bahane
milte gaye hum tum agar kahin na kahin
jub aaj koi... nahi hain bahana
phir kion... tehar jain kadam...
yahin
Ho tum meri koi nahi
main janta hoon magar
Ho jub tum koi nahi
kyon lagti ho mujh ko parai nahi

Ek ajnabi se' itni na ki thi
batein kabhi
Jo chaha dil ne' kehta gaya main
tum se koi bhi doori mujhe lagi na kabhi
paas tumhare aaya tha kitne
ye ehsaas ho raha hai mujhe abhi
per tum meri koi nahi
shayad mujhe hai yakeen
ho jub tum meri koi nahi
......................
<-- Manish Jain --->
[Lyrics from a song of movie Socha Na Tha]

Sunday, January 2, 2011

Kaisi Hai Yeah Udaasi Chhayi...

Kaisi hai ye udhaasi chaayee… mere dil

Kaisi geheri hai ye tanhaye… mere dil
Raahon mein yaadon ki khaamoshi barse
Ankhon mein jo gum hai aasu ko tarse
Ye bataa… ye kyun hua
Bujh gaya… kyun har diya
Kaisi hai ye udhaasi chaayee… mere dil

Jo bhi mila, woh kho gaya
Tujhko pataa hai aisa hi sada hota hai
Jaana hi tha woh jo gaya,
Dil tu akela aise kyun bhala rota hai
Bhoole jo hain tujhko ab unko bhool ja tu bhi
Warna mere saath yaadon ke zakhm kha tu bhi
Maan ja… ae dil mere
Bhool ja… shikwe giley
Kaisi hai ye udhaasi chaayee…

Tu hi bataa e dil mere
Maine to hamesha tera hi kaha… maana hai
Kyun hai mujhe ye gum ghere
Mujhe umar kya bas yehi sazaa paana hai
Sapne buyo maine aur dard maine hai kaate
Gaaye geet maine aur paaye maine sanaate
Aarzoo… nakaam hai
Suni si… har shaam hai

Kaisi hai ye udhaasi chaayee… mere dil
Kaisi geheri hai ye tanhaye...

[Lyrics of song from Karthik Kalling Karthik]

Friday, December 24, 2010

Humsafar....


Hum jo chale tum bhi chalo saath
Phir kya khabar ki din he ki raat

Hum jo chale tum bhi chalo saath
Phir kya khabar ki din he ki raat

Bas mai nahin rahenge jazbaat
Tum jo sanam hamare chalo saath
Hum jo chale...

Sur se saji geethon si teri yaad
Tujh bin sanam bhaye na koi baat
Kaise kaho akele chalun aaj
Tum aao sanam sune hain dil ke saaz

Kaisi bhi raahen ho kaisi dagar ho
Koi bhi rasta ho koi safar ho
Chalte rahen hum jo duur hamsafar ho
Hum jo chale...

Din yeh kahe bhaito hamare paas
Aao idhar ishara kare raat
Hum ko magar chahiye wahi shaam
Jis pe sanam likha ho tera naam

Chandni raaten ya ghirti saher ho
Chahe din ka woh koi pahar ho
Chalte rahen hum jo duur hamsafar ho

Hum jo chale tum bhi chalo saath
Phir kya khabar ki din he ki raat

Bas mai nahin rahenge jazbaat
Tum jo sanam hamare chalo saath

Galiyon mai phirta hai banjara dil ye
Tujh ko hi doongega awara dil ye
Karta hai jaane ishare kya dil ye

Galiyon mai phirta hai banjara dil ye
Tujh ko hi doongega awara dil ye
Karta hai jaane ishare kya dil ye

Galiyon mai phirta hai banjara dil ye
Tujh ko hi doongega awara dil ye
Karta hai jaane ishara kya dil ye

Galiyon mai phirta hai banjara dil ye
Tujh ko hi doongega awara dil ye
Karta hai jaane ishara kya dil ye

Hum jo chale toh tum bhi chalo saath...

Lyrics of a song Humsafar from Silk Route..

<--Manish Jain-->

Sunday, November 14, 2010

Jane Anjane Log Milte...

Jaane Anjane Log Mile
Magar Koi Mila Na Apna
Jaane Anjane Log Mile
Magar Koi Mila Na Apna
Kya Kya Hamne Socha Tha
Raha Gaya Ban Ke Sapna
Oooo Jaane Anjane

Mila Na Koi Aisa Insaan
Dil Ka Dard Mitatha
Kam Se Kam Do Baat To Kartha
Dil Ki Aas Badatha
Mila Na Koi Aisa Insaan
Dil Ka Dard Mitatha
Kam Se Kam Do Baat To Kartha
Dil Ki Aas Badatha
Dard Bhara Hai Afsana
Baag Me Likha Thadapna Oooo
Jaane Anjane Log Mile
Magar Koi Mila Na Apna
Aaaa Jaane Anjane

Aash Nirash Ke Do Rahein Par
Dil To Hamara Toota
Is Kismat Ne Dheere Dheere
Apna Sab Kuch Loota
Aash Nirash Ke Do Rahein Par
Dil To Hamara Toota
Is Kismat Ne Dheere Dheere
Apna Sab Kuch Loota
Beeg Chuki Hain Ye Palkein
Bhool Gaye Hum Hasna Oooo
Jaane Anjane Log Mile
Magar Koi Mila Na Apna Aaaa
Kya Kya Hamne Socha Tha
Raha Gaya Ban Ke Sapna
Oooo Jaane Anjane